Kiston - Jubin Nautiyal , Sachin- Jigar Lyrics - LYRICSSELLER

 

Kiston - Jubin Nautiyal , Sachin- Jigar Lyrics

Singer Jubin Nautiyal , Sachin- Jigar
Singer Sachin - Jigar
Music Sachin - Jigar
Song Writer Amitabh Bhattacharya

Chup chup ke
dilbar ka deedar kar
Aye dil tu ahista izhaar kar

Saara ka saara na karna abhi se
aasaan kistonmai tu pyaar kar

Chup chup ke
dilbar ka deedar kar
Aye dil tu ahista izhaar kar

Pagle Saara ka saara na karna abhi se
aasaan kistonmai tu pyaar kar


(Antra)
Pehle nibha ke dekhi hai tune
mehngi mohabbat vilayati
Pad jaaey jismai lena ka dena
Ghate ka sauda milawati .

Karna agar hi hai
tu pyaar karle
sasta swadeshi kifayati

pehli tu jitna laparwaah tha
Utna sambhal ke hi is baar kar

Pagle Saara ka saara na karna abhi se
aasaan kistonmai tu pyaar kar



Post a Comment

0 Comments